chroniques d'un esprit saint

Rien de bien prétentieux malgré le titre pompeux je raconte ma vie en mots ou en images...Rien de plus rien de moins!.................... http://www.myspace.com/chichirun..................... http://www.facebook.com/profile.php?id=896365623

Nom :
Lieu : tln, var, France

02 juillet, 2007

le meilleur film de tous les temps du monde qui tue sa race le bougre

Koi mil gaya
Koi mil gaya
Koi mil gaya

Mujhko kya hua hai,
Kyon main kho gaya hun
Pagal tha main pehale,
Ya ab ho gaya hun

Behki hain nigahen
Aur bikhre hain baal
Tumne banaya hai kya apna yeh haal


Koi mil gaya... Koi mil gaya
Mera dil gaya... Mera dil gaya
Kya bataaun yaaron
Main to hil gaya
Main to hil gaya
Koi mil gaya... mil hi gaya
Mil gaya... hey, mil hi gaya
Mil gaya

Mujhko kya hua hai
Are, kyun main kho gaya hoon
Ai, pagal tha main pehle
Ya ab ho gaya hoon
Behki hain nigahen
Aur bikhre hain baal
Tumne banaya hai kya apna yeh haal


Koi mil gaya Koi mil gaya
Mera dil gaya Mera dil gaya
Kya bataaun yaaron
Main to hil gaya
Main to hil gaya
Koi mil gaya... Mil hi gaya
Mil gaya... Are, Mil hi gaya
Mil gaya
Jaane kya ho gaya hai mujhe
Deewaana log kehne lage
Ye diwaangi hai kya,
Humen bhi to ho pata
Tumko kya ho gaya...


Are, kal talak mujhko sab hosh tha
Dil mein khushiyon ka josh tha
Phir ye bechainee hai kyon?
Phir ye betaabi hai kyon?
Kya koi kho gaya?


Koi mil gaya... Koi mil gaya
Ho, Mera dil gaya... Mera dil gaya
Kya bataaon yaroon
O, main to hil gaya
Kya bataaon yaroon
Main to hil gaya
Koi mil gaya... mil hi gaya
Baadal ban kar koun aa gaya
Kaun hai jo dil pe yoon chha gaya
Chahun ke bataaon main,
Phir bhi kah na paaon main
Naam uska hai kya?


Ho..., naam na lo par kuch to kaho
Halka sa koi ishaara to do
Meri aankhon mein hai woh,
Meri sanson mein hai woh,
Aur kahoon tumse kya...?
Koi mil gaya... Koi mil gaya...
Mera dil gaya... O, mera dil gaya...
Kya bataaon yaroon
Kya bataaon yaroon
Main to hil gaya
Main to hil gaya
Koi mil gaya...
Mil hi gaya... Mil gaya...
Hey, mil hi gaya... Mil gaya...

Mujhko kya hua hai,
Kyon main kho gaya hoon
Paagal tha main pehle,
Ya ab ho gaya hoon
Behki hain nigahen
Aur bikhare hain baal
Tumne banaya hai kya apna yeh haal


Koi mil gaya... Koi mil gaya
Mera dil gaya
Are, mera dil gaya... mera dil gaya
Kya bataaun yaaron
Kya bataaun yaaron
O, Main to hil gaya
Mai to hil gaya
Koi mil gaya
Mil hi gaya... mil gaya
Mil hi gaya... mil gaya
Mil hi gaya
Mil gaya... ho... Mil hi gaya
Mil gaya...


PLAY BAAAAAAAAAAAAAAACK


2 Comments:

Anonymous Anonyme said...

ahhaha en revanche mm en essayant la je crois pas que je puisse chanter ca...

06 juillet, 2007  
Blogger chi chi said...

hmm tu verras ca s'apprend tres vite

07 juillet, 2007  

Enregistrer un commentaire

<< Home